03/06/2026
🚨 2 Minute Ki Jaldbazi, Zindagi Bhar Ka Pachtawa Ban Sakti Hai.
Traffic signal todna, galat overtake karna ya speed limit cross karna aapko kuch minute ka fayda de sakta hai, lekin iska nuksan bahut bada ho sakta hai.
⚠️ Challan se bachna hai?
⚠️ Accident se bachna hai?
⚠️ Apne parivaar ke paas suraksh*t pahunchna hai?
Toh traffic niyamon ka palan karein.
"Suraksha Mein Hi Samajhdari Hai."